Back To Top

Thursday, 7 February 2013

kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai

kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai,
pyaas bujhti nahi, barsaat guzar jaati hai.

apni yaadon se kahdo is tarah aaya na karen,
neend aati nahi aur raat guzar jaati hai...