Back To Top

Friday, 8 February 2013

wo jab aate hain to toofaan aa jaata hai

wo jab aate hain to toofaan aa jaata hai,
wo jab nahi aate, to bhi toofaan aa jaata hai,

wo aayen na aayen toofaan to chalta rahta hai,
shammaayen bujh bhi jaati hain, parwaana jalta rahta hai