Back To Top

Friday, 30 August 2013

tan ki hawas

tan ki hawas man ko gunaahgar bana deti hai
baag ke baag ko beemaar bana deti hai,
bhookhe peton ko deshbhakti sikhaane waalo,
bhookh insaan ko gaddaar bana deti hai......