Back To Top

Wednesday, 21 May 2014

aaj socha to aansoo bhar aaye

aaj socha to aansoo bhar aaye
muddaten ho gayi muskuraaye

har qadam par udhar mud ke dekha
unki mehfil se hum uth to aaye

rah gayee zindagi dard banke
dard dil me chhupaaye chhupaaye

dil ki nazuk ragen toot tee hain
yaad itna bhi koi naa aaye…..